Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main, Urdu Ghazal By Iqbal Ejaz Baig

Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ejaz Baig. Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی کسی کو سنائی نہیں دیا ہوں میں

اقبال اعجاز بیگ

ابھی کسی کو سنائی نہیں دیا ہوں میں

پرانے باغوں میں اک تازہ چہچہا ہوں میں

نہیں ہوں حامی میں نعرے لگانے والوں کا

اسی ہجوم میں لیکن کھڑا ہوا ہوں میں

پلٹ کے دیکھنے کی ہو اگر تجھے فرصت

ورق کی دوسری جانب لکھا ہوا ہوں میں

میں سانس لینے کی زحمت میں تو نہیں پڑتا

مجھے بتایا تو ہوتا کہ مر گیا ہوں میں

وہ جس کی آنکھیں نہیں ہیں وہ دیکھتا ہے مجھے

جو رو‌ نما نہیں ہوتا ہے واقعہ ہوں میں

اقبال اعجاز بیگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main

Iqbal Ejaz Baig

abhi kisi ko sunai nahin diya hun main
purane baghon mein ek taza chahchaha hun main

nahin hun hami main nare lagane walon ka
usi hujum mein lekin khaDa hua hun main

palaT ke dekhne ki ho agar tujhe fursat
waraq ki dusri jaanib likha hua hun main

main sans lene ki zahmat mein to nahin paDta
mujhe bataya to hota ki mar gaya hun main

wo jis ki aankhen nahin hain wo dekhta hai mujhe
jo ru-numa nahin hota hai waqia hun main

(886) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main written by Iqbal Ejaz Baig at UrduPoint. Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main is one of the masterpieces written by Iqbal Ejaz Baig. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ejaz Baig by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ejaz Baig' above.

Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi Kisi Ko Sunai Nahin Diya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.