Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha, Urdu Ghazal By Iqbal Ejaz Baig

Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ejaz Baig. Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

واجب الاحترام آدمی تھا

اقبال اعجاز بیگ

واجب الاحترام آدمی تھا

جو بڑا بے لگام آدمی تھا

جب بھی تولا گیا تو آدمی میں

یہی اک دو گرام آدمی تھا

وہ بھی غائب تھا اپنی کرسی سے

وہ جو قائم مقام آدمی تھا

کرتا رہتا تھا کچھ نہ کچھ ایجاد

وہ جو اک ناتمام آدمی تھا

آدمی بادشہ تھا آدمی کا

آدمی کا غلام آدمی تھا

جو درندے تھے پڑھ رہے تھے نماز

اور ان کا امام آدمی تھا

اقبال اعجاز بیگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha

Iqbal Ejaz Baig

wajib-ul-ehtiram aadmi tha
jo baDa be-lagam aadmi tha

jab bhi tola gaya to aadmi mein
yahi ek do gram aadmi tha

wo bhi ghaeb tha apni kursi se
wo jo qaem-maqam aadmi tha

karta rahta tha kuchh na kuchh ijad
wo jo ek na-tamam aadmi tha

aadmi baadshah tha aadmi ka
aadmi ka ghulam aadmi tha

jo darinde the paDh rahe the namaz
aur un ka imam aadmi tha

(671) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha written by Iqbal Ejaz Baig at UrduPoint. Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha is one of the masterpieces written by Iqbal Ejaz Baig. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ejaz Baig by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ejaz Baig' above.

Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wajib-ul-ehtiram Aadmi Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.