Do Hathon Ke Do Hain Usul, Urdu Ghazal By Iqbal Jahan Qadeer

Do Hathon Ke Do Hain Usul is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Jahan Qadeer. Do Hathon Ke Do Hain Usul comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Do Hathon Ke Do Hain Usul on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دو ہاتھوں کے دو ہیں اصول

اقبال جہاں قدیر

دو ہاتھوں کے دو ہیں اصول

ایک میں پتھر ایک میں پھول

ترک تمنا کی یہ بات

کون کرے گا دل سے قبول

راہنما کو فکر ہی کیا

کوئی مسافر کیوں ہے ملول

یاد رہیں گے عمر تمام

آپ کے وعدے آپ کی بھول

ایک نہ سر سے بوجھ ٹلا

اور بلاؤں کا ہے نزول

چال نہ اتنی تیز چلو

سر سے اونچی پاؤں کی دھول

بات بنے گی تجھ سے بھلا

عذر نہیں کوئی معقول

دیر ہوئی اقبالؔ تو کیا

کوئی دعا تو ہوگی قبول

اقبال جہاں قدیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Do Hathon Ke Do Hain Usul

Iqbal Jahan Qadeer

do hathon ke do hain usul
ek mein patthar ek mein phul

tark-e-tamanna ki ye baat
kaun karega dil se qubul

rah-numa ko fikr hi kya
koi musafir kyon hai malul

shab rahenge umr tamam
aap ke wade aap ki bhul

ek na sar se bojh Tala
aur balaon ka hai nuzul

chaal na itni tez chalo
sar se unchi panw key dhul

baat banegi tujh se bhala
uzr nahin koi maqul

der hui 'iqbaal' to kya
koi dua to hogi qubul

(517) ووٹ وصول ہوئے

You can read Do Hathon Ke Do Hain Usul written by Iqbal Jahan Qadeer at UrduPoint. Do Hathon Ke Do Hain Usul is one of the masterpieces written by Iqbal Jahan Qadeer. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Jahan Qadeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Jahan Qadeer' above.

Do Hathon Ke Do Hain Usul is a widely read Urdu Ghazal. If you like Do Hathon Ke Do Hain Usul, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.