Aankhon Ke Charagh Warte Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Khusro Qadri

Aankhon Ke Charagh Warte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Khusro Qadri. Aankhon Ke Charagh Warte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Ke Charagh Warte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں کے چراغ وارتے ہیں

اقبال خسرو قادری

آنکھوں کے چراغ وارتے ہیں

آ تیری نظر اتارتے ہیں

چلو بھر خون بھیک مل جائے

ہم کاسۂ سر پسارتے ہیں

رکھتے نہیں سادہ صفحۂ دل

ناخون کے نقش ابھارتے ہیں

ہر رات دفاع شہر جاں کو

ہاری ہوئی فوج اتارتے ہیں

محنت سے بسا دیا ہے صحرا

اب گھر کی طرف سدھارتے ہیں

بنتے ہیں لکیریں کالی نیلی

کاغذ کی جبیں سنگھارتے ہیں

روتا ہے کوئی کسی کے غم میں

سب اپنے ہی دکھ بچارتے ہیں

جیسی کہ گزر رہی ہے خسروؔ

کچھ اس سے الگ گزارتے ہیں

اقبال خسرو قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Ke Charagh Warte Hain

Iqbal Khusro Qadri

aankhon ke charagh warte hain
aa teri nazar utarte hain

chullu bhar KHun bhik mil jae
hum kasa-e-sar pasarte hain

rakhte nahin sada safha-e-dil
naKHun ke naqsh ubhaarte hain

har raat difa-e-shahr-e-jaan ko
haari hui fauj utarte hain

mehnat se basa diya hai sahra
ab ghar ki taraf sidhaarte hain

bante hain lakiren kali nili
kaghaz ki jabin singhaarte hain

rota hai koi kisi ke gham mein
sab apne hi dukh bichaarte hain

jaisi ki guzar rahi hai 'KHusraw'
kuchh is se alag guzarte hain

(669) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Ke Charagh Warte Hain written by Iqbal Khusro Qadri at UrduPoint. Aankhon Ke Charagh Warte Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Khusro Qadri. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Khusro Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Khusro Qadri' above.

Aankhon Ke Charagh Warte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Ke Charagh Warte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.