Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha, Urdu Ghazal By Iqbal Tariq

Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Tariq. Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور دنیا میں ہم نے کیا دیکھا

اقبال طارق

اور دنیا میں ہم نے کیا دیکھا

صرف تیرا ہی راستہ دیکھا

اس نے سورج سے چار کیں آنکھیں

جس نے منظر تھا رات کا دیکھا

سسکیاں چاند کی سنیں ہم نے

جب ستاروں کو ٹوٹتا دیکھا

میرے دامن میں پیاس کتنی تھی

میں نے دریا کا راستہ دیکھا

حسن دیکھا تو انگلیاں کاٹیں

کیا کریں گے اگر خدا دیکھا

ہر شکن پھوٹ پھوٹ کر روئی

رات پھر خواب کربلا دیکھا

عکس اپنا دھواں دھواں پایا

آج طارقؔ جب آئنہ دیکھا

اقبال طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha

Iqbal Tariq

aur duniya mein hum ne kya dekha
sirf tera hi rasta dekha

us ne suraj se chaar kin aankhen
jis ne manzar tha raat ka dekha

siskiyan chand ki sunin hum ne
jab sitaron ko TuTta dekha

mere daman mein pyas kitni thi
main ne dariya ka rasta dekha

husn dekha to ungliyan kaTin
kya karenge agar KHuda dekha

har shikan phuT phuT kar roi
raat phir KHwab-e-karbala dekha

aks apna dhuan dhuan paya
aaj 'tariq' jab aaina dekha

(665) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha written by Iqbal Tariq at UrduPoint. Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha is one of the masterpieces written by Iqbal Tariq. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Tariq' above.

Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Duniya Mein Humne Kya Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.