Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai, Urdu Ghazal By Iram Ansari

Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iram Ansari. Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام کیسی مرے آنگن میں اتر آئی ہے

ارم انصاری

شام کیسی مرے آنگن میں اتر آئی ہے

یاد ہے دل میں تری عالم تنہائی ہے

مجھ کو ہر داغ پہ دل کے یہ گماں ہوتا ہے

جیسے یہ داغ نہیں لالۂ صحرائی ہے

تجھ کو میں چاہتی ہوں اور مجھے معلوم ہے یہ

راز کھل جائے تو دونوں ہی کی رسوائی ہے

وہ سمجھتا ہے غزل جس کے لیے کہتی ہوں

میرے اشعار دل آویز میں گہرائی ہے

ارم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai

Iram Ansari

sham kaisi mere aangan mein utar aai hai
yaad hai dil mein teri aalam-e-tanhai hai

mujh ko har dagh pe dil ke ye guman hota hai
jaise ye dagh nahin lala-e-sahrai hai

tujh ko main chahti hun aur mujhe malum hai ye
raaz khul jae to donon hi ki ruswai hai

wo samajhta hai ghazal jis ke liye kahti hun
mere ashaar-e-dil-awez mein gahrai hai

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai written by Iram Ansari at UrduPoint. Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai is one of the masterpieces written by Iram Ansari. You can also find the complete poetry collection of Iram Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iram Ansari' above.

Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham Kaisi Mere Aangan Mein Utar Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.