Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte, Urdu Ghazal By Irfan Abid

Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Abid. Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے تو رہے اپنے اغیار نہیں کرتے

عرفان عابد

اپنے تو رہے اپنے اغیار نہیں کرتے

ایسے تو محبت سے انکار نہیں کرتے

یہ کیسی محبت ہے ہر بات پہ کہتے ہو

جاؤ جی ہٹو جاؤ ہم پیار نہیں کرتے

مطلب کی محبت یہ تم کو ہی مبارک ہو

ہم پیار تو کرتے ہیں بیوپار نہیں کرتے

اک طرفہ محبت میں دن رات تڑپتے ہیں

جو لوگ محبت میں اظہار نہیں کرتے

کرتے ہیں محبت تو آتا ہے نبھانا بھی

ہم صرف محبت میں بیگار نہیں کرتے

قدرت نے انہیں عابدؔ کچھ ایسا بنایا ہے

جب گھر سے نکلتے ہیں شرنگار نہیں کرتے

عرفان عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte

Irfan Abid

apne to rahe apne aghyar nahin karte
aise to mohabbat se inkar nahin karte

ye kaisi mohabbat hai har baat pe kahte ho
jao ji haTo jao hum pyar nahin karte

matlab key mohabbat ye tum ko hi mubarak ho
hum pyar to karte hain bewpar nahin karte

ik-tarfa mohabbat mein din-raat taDapte hain
jo log mohabbat mein izhaar nahin karte

karte hain mohabbat to aata hai nibhana bhi
hum sirf mohabbat mein begar nahin karte

qudrat ne unhen 'abid' kuchh aisa banaya hai
jab ghar se nikalte hain shringar nahin karte

(667) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte written by Irfan Abid at UrduPoint. Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte is one of the masterpieces written by Irfan Abid. You can also find the complete poetry collection of Irfan Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Abid' above.

Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne To Rahe Apne Aghyar Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.