Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai, Urdu Ghazal By Irfan Anjum

Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Anjum. Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئینوں کے لئے یہ بات سعادت کی ہے

عرفان انجم

آئینوں کے لئے یہ بات سعادت کی ہے

ان کو بھی آج تمنا تری صورت کی ہے

ہو مبارک تمہیں ملکوں پہ حکومت یارو

ہم نے اخلاق سے ہر دل پہ حکومت کی ہے

شوق سے اہل سیاست نے سنیں ہیں باتیں

کیسے سمجھیں گے مگر بات شرافت کی ہے

منتخب جن کو کیا عرض تمنا کے لئے

ان ہی لفظوں نے مرے ساتھ بغاوت کی ہے

میں نے بھی دیکھ لی دنیا ہی میں جنت انجمؔ

میں نے بھی آج مری ماں کی زیارت کی ہے

عرفان انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai

Irfan Anjum

aainon ke liye ye baat saadat ki hai
un ko bhi aaj tamanna teri surat ki hai

ho mubarak tumhein mulkon pe hukumat yaro
hum ne aKHlaq se har dil pe hukumat ki hai

shauq se ahl-e-siyasat ne sunin hain baaten
kaise samjhenge magar baat sharafat ki hai

muntaKHab jin ko kiya arz-e-tamanna ke liye
un hi lafzon ne mere sath baghawat ki hai

main ne bhi dekh li duniya hi mein jannat 'anjum'
main ne bhi aaj meri man ki ziyarat ki hai

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai written by Irfan Anjum at UrduPoint. Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai is one of the masterpieces written by Irfan Anjum. You can also find the complete poetry collection of Irfan Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Anjum' above.

Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aainon Ke Liye Ye Baat Saadat Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.