UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe, Urdu Ghazal By Irfan Ullah Irfan

UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irfan Ullah Irfan. UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اٹھتے ہیں قدم تیز ہوا ہے مرے پیچھے

عرفان اللہ عرفان

اٹھتے ہیں قدم تیز ہوا ہے مرے پیچھے

لگتا ہے کوئی قافلہ سا ہے مرے پیچھے

جس بزم میں جاتا ہوں مجھے ملتی ہے عزت

وہ یوں کہ مری ماں کی دعا ہے مرے پیچھے

بے منزل مقصود میں غلطاں ہوں سفر میں

افسوس زمانے تو چلا ہے مرے پیچھے

مڑنا ہے مجھے موڑ محبت کے نگر کو

گاؤں کی مرے آب و ہوا ہے مرے پیچھے

یہ دھوپ ہے جو سر کو مرے ڈھانپ رہی ہے

یہ سایہ مرا ہے کہ چھپا ہے مرے پیچھے

کہتا ہے مجھے آپ سے آگے نہیں چلنا

اس طور زمانہ یہ پڑا ہے مرے پیچھے

عرفان اللہ عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe

Irfan Ullah Irfan

uThte hain qadam tez hawa hai mere pichhe
lagta hai koi qafila sa hai mere pichhe

jis bazm mein jata hun mujhe milti hai izzat
wo yun ki meri man ki dua hai mere pichhe

be-manzil-e-maqsud main ghaltan hun safar mein
afsos zamane tu chala hai mere pichhe

muDna hai mujhe moD mohabbat ke nagar ko
ganw ki mere aab-o-hawa hai mere pichhe

ye dhup hai jo sar ko mere Dhanp rahi hai
ye saya mera hai ki chhupa hai mere pichhe

kahta hai mujhe aap se aage nahin chalna
us taur zamana ye paDa hai mere pichhe

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe written by Irfan Ullah Irfan at UrduPoint. UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe is one of the masterpieces written by Irfan Ullah Irfan. You can also find the complete poetry collection of Irfan Ullah Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irfan Ullah Irfan' above.

UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like UThte Hain Qadam Tez Hawa Hai Mere Pichhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.