Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha, Urdu Ghazal By Ishrat Zafar

Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishrat Zafar. Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک عہد میں جو سنگسار ہوتا رہا (ردیف .. ن)

عشرت ظفر

ہر ایک عہد میں جو سنگسار ہوتا رہا

لہو لہو میں اسی حرف کے بدن میں ہوں

زبان کیوں نہیں بنتی ہے ہم نوا دل کی

یہ شخص کون ہے میں کس کے پیرہن میں ہوں

مرے لہو سے ہی اس نے سپر کا کام لیا

اسے خبر تھی کہ میں طاق اپنے فن میں ہوں

ہر آئنہ میں ہے محفوظ میری ہی تصویر

بہت دنوں سے میں خود اپنی انجمن میں ہوں

صدائیں دیتا ہے عشرتؔ کوئی مرے اندر

کہ میں رفیق ترا راہ پر شکن میں ہوں

عشرت ظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha

Ishrat Zafar

har ek ahd mein jo sangsar hota raha
lahu lahu main usi harf ke badan mein hun

zaban kyun nahin banti hai ham-nawa dil ki
ye shaKHs kaun hai main kis ke pairahan mein hun

mere lahu se hi us ne sipar ka kaam liya
use KHabar thi ki main taq apne fan mein hun

har aaine mein hai mahfuz meri hi taswir
bahut dinon se main KHud apni anjuman mein hun

sadaen deta hai 'ishrat' koi mere andar
ki main rafiq tera rah-e-pur-shikan mein hun

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha written by Ishrat Zafar at UrduPoint. Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha is one of the masterpieces written by Ishrat Zafar. You can also find the complete poetry collection of Ishrat Zafar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishrat Zafar' above.

Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Ahd Mein Jo Sangsar Hota Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.