Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai, Urdu Ghazal By Izhar Asar

Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Izhar Asar. Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوفار تصور ہے ستاروں کا ہدف ہے

اظہار اثر

سوفار تصور ہے ستاروں کا ہدف ہے

ہے فاتح افلاک یہ انساں کا شرف ہے

اک لمحۂ تخلیق کی آہٹ ہے کہیں پر

موتی کوئی نکلے گا ابھی بند صدف ہے

تو بھی تو ہٹا جسم کے سورج سے اندھیرے

یہ مہکی ہوئی رات بھی مہتاب بکف ہے

جس لفظ پہ سر اپنے کٹائے شہدا نے

تاریخ سیاست سے وہی لفظ حذف ہے

ہر سمت فرشتے ہیں کہ ترشے ہوئے پتھر

اس بھیڑ میں انساں کے لیے بھی کوئی صف ہے

اظہار اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai

Izhar Asar

sofar-e-tasawwur hai sitaron ka hadaf hai
hai fateh aflak ye insan ka sharaf hai

ek lamha-e-taKHliq ki aahaT hai kahin par
moti koi niklega abhi band sadaf hai

tu bhi to haTa jism ke suraj se andhere
ye mahki hui raat bhi mahtab-ba-kaf hai

jis lafz pe sar apne kaTae shohda ne
tarikH-e-siyasat se wahi lafz hazf hai

har samt farishte hain ki tarshe hue patthar
is bhiD mein insan ke liye bhi koi saf hai

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai written by Izhar Asar at UrduPoint. Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai is one of the masterpieces written by Izhar Asar. You can also find the complete poetry collection of Izhar Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Izhar Asar' above.

Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sofar-e-tasawwur Hai Sitaron Ka Hadaf Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.