Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun, Urdu Ghazal By Jagan Nath Azad

Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jagan Nath Azad. Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ممکن نہیں کہ بزم طرب پھر سجا سکوں

جگن ناتھ آزاد

ممکن نہیں کہ بزم طرب پھر سجا سکوں

اب یہ بھی ہے بہت کہ تمہیں یاد آ سکوں

یہ کیا طلسم ہے کہ تری جلوہ گاہ سے

نزدیک آ سکوں نہ کہیں دور جا سکوں

ذوق نگاہ اور بہاروں کے درمیاں

پردے گرے ہیں وہ کہ نہ جن کو اٹھا سکوں

کس طرح کر سکو گے بہاروں کو مطمئن

اہل چمن جو میں بھی چمن میں نہ آ سکوں

تیری حسیں فضا میں مرے اے نئے وطن

ایسا بھی ہے کوئی جسے اپنا بنا سکوں

آزادؔ ساز دل پہ ہیں رقصاں وہ زمزمے

خود سن سکوں مگر نہ کسی کو سنا سکوں

جگن ناتھ آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun

Jagan Nath Azad

mumkin nahin ki bazm-e-tarab phir saja sakun
ab ye bhi hai bahut ki tumhein yaad aa sakun

ye kya tilism hai ki teri jalwa-gah se
nazdik aa sakun na kahin dur ja sakun

zauq-e-nigah aur bahaaron ke darmiyan
parde gire hain wo ki na jin ko uTha sakun

kis tarah kar sakoge bahaaron ko mutmain
ahl-e-chaman jo main bhi chaman mein na aa sakun

teri hasin faza mein mere ai nae watan
aisa bhi hai koi jise apna bana sakun

'azad' saz-e-dil pe hain raqsan wo zamzame
KHud sun sakun magar na kisi ko suna sakun

(691) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun written by Jagan Nath Azad at UrduPoint. Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun is one of the masterpieces written by Jagan Nath Azad. You can also find the complete poetry collection of Jagan Nath Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jagan Nath Azad' above.

Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mumkin Nahin Ki Bazm-e-tarab Phir Saja Sakun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.