Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe, Urdu Ghazal By Jagdish Prakash

Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jagdish Prakash. Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات کی بات رہے بات کا مفہوم رہے

جگدیش پرکاش

بات کی بات رہے بات کا مفہوم رہے

اور تخیل مرا تازہ رہے معصوم رہے

ہر نئی سوچ کو مضمون بنا لوں گا مگر

میرا کردار مری ذات سے موسوم رہے

میری پہچان کے سب لوگ جدا ہوتے گئے

جو بچے میری طرح بے بس و مظلوم رہے

آج تک بنتے رہے ہیں جو ہمارے ضامن

ان سے ہم ہاتھ ملانے سے بھی محروم رہے

اب تو بس خود ہی سنا کرتے ہیں اپنی آواز

آپ کے قدموں کی آہٹ سے بھی محروم رہے

جگدیش پرکاش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe

Jagdish Prakash

baat ki baat rahe baat ka mafhum rahe
aur taKHayyul mera taza rahe masum rahe

har nai soch ko mazmun bana lunga magar
mera kirdar meri zat se mausum rahe

meri pahchan ke sab log juda hote gae
jo bache meri tarah bebas-o-mazlum rahe

aaj tak bante rahe hain jo hamare zamin
un se hum hath milane se bhi mahrum rahe

ab to bas KHud hi suna karte hain apni aawaz
aap ke qadmon ki aahaT se bhi mahrum rahe

(786) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe written by Jagdish Prakash at UrduPoint. Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe is one of the masterpieces written by Jagdish Prakash. You can also find the complete poetry collection of Jagdish Prakash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jagdish Prakash' above.

Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Ki Baat Rahe Baat Ka Mafhum Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.