Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De, Urdu Ghazal By Jalal Aarif

Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jalal Aarif. Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے جسم و جاں سے نہ کر جدا مجھے ذہن و دل سے مٹا نہ دے

جلال عارف

مجھے جسم و جاں سے نہ کر جدا مجھے ذہن و دل سے مٹا نہ دے

مجھے دے کے قرب کا حوصلہ میری تشنگی کو بڑھا نہ دے

مری عظمتیں میری رفعتیں تری دین ہی تو ہیں اے خدا

مجھے لا کے بام عروج پر کہیں پستیوں میں گرا نہ دے

مرے ہر قدم پہ تو رکھ نظر مری راہ کا تو ہو پاسباں

مرے نقش پا ہیں یہاں وہاں کہیں کوئی ان کو مٹا نہ دے

یہ فصیل جس پہ کھڑا ہے تو یہ فصیل شہر غرور ہے

مجھے خوف ہے یہی ہر گھڑی کوئی اس فصیل کو ڈھا نہ دے

وہ چراغ جس سے ہے حق عیاں وہی ہوگا رہبر کارواں

کوئی جھونکا باد سموم کا اسے دیکھ آ کے بجھا نہ دے

میں جفا کروں تو وفا کرے تو جفا کرے میں وفا کروں

یہی رسم رسم وفا رہے اسے میرے دوست بھلا نہ دے

اے رفیق عارفؔ خستہ دل ہے یہ آخری مری التجا

مجھے زندگی کی دعا نہ دے مجھے اتنی سخت سزا نہ دے

جلال عارف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De

Jalal Aarif

mujhe jism-o-jaan se na kar juda mujhe zehn-o-dil se miTa na de
mujhe de ke qurb ka hausla meri tishnagi ko baDha na de

meri azmaten meri rifaten teri den hi to hain a KHuda
mujhe la ke baam-e-uruj par kahin pastiyon mein gira na de

mere har qadam pe tu rakh nazar meri rah ka tu ho pasban
mere naqsh-e-pa hain yahan wahan kahin koi un ko miTa na de

ye fasil jis pe khaDa hai tu ye fasil-e-shahr-e-ghurur hai
mujhe KHauf hai yahi har ghaDi koi is fasil ko Dha na de

wo charagh jis se hai haq ayan wahi hoga rahbar-e-karwan
koi jhonka baad-e-sumum ka ise dekh aa ke bujha na de

main jafa karun tu wafa kare tu jafa kare main wafa karun
yahi rasm rasm-e-wafa rahe ise mere dost bhula na de

ai rafiq 'arif'-e-KHasta-dil hai ye aaKHiri meri iltija
mujhe zindagi ki dua na de mujhe itni saKHt saza na de

(574) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De written by Jalal Aarif at UrduPoint. Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De is one of the masterpieces written by Jalal Aarif. You can also find the complete poetry collection of Jalal Aarif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jalal Aarif' above.

Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Jism-o-jaan Se Na Kar Juda Mujhe Zehn-o-dil Se MiTa Na De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.