Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi, Urdu Ghazal By Jalees Najeebabadi

Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jalees Najeebabadi. Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر اور دھوپ کا جنگل الٰہی

جلیس نجیب آبادی

سفر اور دھوپ کا جنگل الٰہی

کوئی سایہ کوئی بادل الٰہی

مری سوچیں مرے افکار زخمی

مرے حرف و صدا گھائل الٰہی

مسلسل آندھیاں اور میرے دل میں

ترے ایقان کی مشعل الٰہی

یہ آہوں اور کراہوں سے بھرا آج

یہ اندیشوں میں ڈوبا کل الٰہی

دماغوں میں دھواں باتوں میں بارود

کوئی آسودگی کا پل الٰہی

ہزاروں بستیاں ہیں محو فریاد

کوئی ان مسئلوں کا حل الٰہی

جلیس نجیب آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi

Jalees Najeebabadi

safar aur dhup ka jangal ilahi
koi saya koi baadal ilahi

meri sochen mere afkar zaKHmi
mere harf-o-sada ghayal ilahi

musalsal aandhiyan aur mere dil mein
tere iqan ki mashal ilahi

ye aahon aur karahon se bhara aaj
ye andeshon mein Duba kal ilahi

dimaghon mein dhuan baaton mein barud
koi aasudgi ka pal ilahi

hazaron bastiyan hain mahw-e-fariyaad
koi in masalon ka hal ilahi

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi written by Jalees Najeebabadi at UrduPoint. Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi is one of the masterpieces written by Jalees Najeebabadi. You can also find the complete poetry collection of Jalees Najeebabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jalees Najeebabadi' above.

Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Aur Dhup Ka Jangal Ilahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.