Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Jalil Aali

Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jalil Aali. Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غرور کوہ کے ہوتے نیاز کاہ رکھتے ہیں

جلیل عالی

غرور کوہ کے ہوتے نیاز کاہ رکھتے ہیں

ترے ہمراہ رہنے کو قدم کوتاہ رکھتے ہیں

اندھیروں میں بھی گم ہوتی نہیں سمت سفر اپنی

نگاہوں میں فروزاں اک شبیہ ماہ رکھتے ہیں

یہ دنیا کیا ہمیں اپنی ڈگر پر لے کے جائے گی

ہم اپنے ساتھ بھی مرضی کی رسم و راہ رکھتے ہیں

وہ دیوار انا کی اوٹ کس کس آگ جلتا ہے

دل و دیدہ کو سب احوال سے آگاہ رکھتے ہیں

در و بست جہاں میں دیکھتے ہیں سقم کچھ عالؔی

اور اپنی سوچ کا اک نقشۂ اصلاح رکھتے ہیں

جلیل عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain

Jalil Aali

ghurur-e-koh ke hote niyaz-e-kah rakhte hain
tere ham-rah rahne ko qadam kotah rakhte hain

andheron mein bhi gum hoti nahin samt-e-safar apni
nigahon mein firozan ek shabih-e-mah rakhte hain

ye duniya kya hamein apni Dagar par le ke jaegi
hum apne sath bhi marzi ki rasm-o-rah rakhte hain

wo diwar-e-ana ki oT kis kis aag jalta hai
dil o dida ko sab ahwal se aagah rakhte hain

Dar-o-bast-e-jahan mein dekhte hain saqm kuchh 'ali'
aur apni soch ka ek naqsha-e-islah rakhte hain

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain written by Jalil Aali at UrduPoint. Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Jalil Aali. You can also find the complete poetry collection of Jalil Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jalil Aali' above.

Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghurur-e-koh Ke Hote Niyaz-e-kah Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.