Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se, Urdu Ghazal By Jamal Abbas Fahmi

Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamal Abbas Fahmi. Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ بھی تو ہو سکا نہ رقم احتیاط سے

جمال عباس فہمی

کچھ بھی تو ہو سکا نہ رقم احتیاط سے

ہر چند اٹھ رہا تھا قلم احتیاط سے

کیا خوب اتفاق ہے ٹھوکر وہیں لگی

رکھے جہاں جہاں بھی قدم احتیاط سے

ہم دور دور رہ کے بھی کچھ متحد سے ہیں

کچھ یوں کیے ہیں تو نے ستم احتیاط سے

تیرے کرم کی ایک نشانی ہی تو ہے یہ

دل سے لگائے بیٹھے ہیں غم احتیاط سے

فہمیؔ ہوا میں زہر گھلا ہے کچھ اس قدر

لیتے ہیں اب تو سانس بھی ہم احتیاط سے

جمال عباس فہمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se

Jamal Abbas Fahmi

kuchh bhi to ho saka na raqam ehtiyat se
har chand uTh raha tha qalam ehtiyat se

kya KHub ittifaq hai Thokar wahin lagi
rakkhe jahan jahan bhi qadam ehtiyat se

hum dur dur rah ke bhi kuchh muttahid se hain
kuchh yun kiye hain tu ne sitam ehtiyat se

tere karam ki ek nishani hi to hai ye
dil se lagae baiThe hain gham ehtiyat se

'fahmi' hawa mein zahr ghula hai kuchh is qadar
lete hain ab to sans bhi hum ehtiyat se

(673) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se written by Jamal Abbas Fahmi at UrduPoint. Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se is one of the masterpieces written by Jamal Abbas Fahmi. You can also find the complete poetry collection of Jamal Abbas Fahmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamal Abbas Fahmi' above.

Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Bhi To Ho Saka Na Raqam Ehtiyat Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.