Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai, Urdu Ghazal By Jamal Owaisi

Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamal Owaisi. Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدن پہ خرقۂ تہذیب پھٹنے والا ہے

جمال اویسی

بدن پہ خرقۂ تہذیب پھٹنے والا ہے

جسے بچا کے رکھا ہے بہت سنبھالا ہے

تمہیں دکھاؤں میں شہر جدید کا نقشہ

یہ ڈیڑھ اینٹ کی مسجد ہے یہ شوالہ ہے

تمام ریکوں میں رکھی ہوئی کتابوں میں

تمہیں خبر نہیں فکر و نظر کا جالا ہے

مہیب اندھیرے میں روشن خیال لوگوں پر

نہ جانے اگلے ہی پل کیا گزرنے والا ہے

جہاں بھی ابھری صدائے ضمیر انسانی

جدیدیت کے نقیبوں نے مار ڈالا ہے

فضا میں اڑتے ہوئے اور لڑکھڑاتے ہوئے

پرند خستہ کا اک آخری سنبھالا ہے

جمال اویسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai

Jamal Owaisi

badan pe KHarqa-e-tahzib phaTne wala hai
jise bacha ke rakha hai bahut sambhaala hai

tumhein dikhaun main shahr-e-jadid ka naqsha
ye DeDh inT ki masjid hai ye shiwala hai

tamam raikon mein rakkhi hui kitabon mein
tumhein KHabar nahin fikr-o-nazar ka jala hai

muhib andhere mein raushan KHayal logon par
na jaane agle hi pal kya guzarne wala hai

jahan bhi ubhri sada-e-zamir-e-insani
jadidiyat ke naqibon ne mar Dala hai

faza mein uDte hue aur laDkhaDate hue
parind-e-KHasta ka ek aaKHiri sambhaala hai

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai written by Jamal Owaisi at UrduPoint. Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai is one of the masterpieces written by Jamal Owaisi. You can also find the complete poetry collection of Jamal Owaisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamal Owaisi' above.

Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badan Pe KHarqa-e-tahzib PhaTne Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.