Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai, Urdu Ghazal By Jamal Owaisi

Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamal Owaisi. Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب کبھی شور جہاں ہوتا ہے

جمال اویسی

جب کبھی شور جہاں ہوتا ہے

میرے ہونے کا گماں ہوتا ہے

جبر ہے مجھ پہ نظام فطرت

مجھ پہ ہر لمحہ گراں ہوتا ہے

صبح ہوتی نہیں پہلے جیسی

شب گرفتار سماں ہوتا ہے

دھند میں کھوتے ہیں منظر سارے

پیچ در پیچ دھواں ہوتا ہے

شام تا صبح چراغاں کر کے

دشت میں نوحۂ جاں ہوتا ہے

وقت پھیلاتا ہے دامن اپنا

آگ کا دریا رواں ہوتا ہے

مجھ کو آزاد کر اے دانش نو

دل گرفتار بتاں ہوتا ہے

جمال اویسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai

Jamal Owaisi

jab kabhi shor-e-jahan hota hai
mere hone ka guman hota hai

jabr hai mujh pe nizam-e-fitrat
mujh pe har lamha giran hota hai

subah hoti nahin pahle jaisi
shab-giraftar saman hota hai

dhund mein khote hain manzar sare
pech dar pech dhuan hota hai

sham ta-subh charaghan kar ke
dasht mein nauha-e-jaan hota hai

waqt phailata hai daman apna
aag ka dariya rawan hota hai

mujh ko aazad kar ai danish-e-nau
dil giraftar-e-butan hota hai

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai written by Jamal Owaisi at UrduPoint. Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai is one of the masterpieces written by Jamal Owaisi. You can also find the complete poetry collection of Jamal Owaisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamal Owaisi' above.

Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Kabhi Shor-e-jahan Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.