Raat Mein Aaftab Na-mumkin, Urdu Ghazal By Jameel Ahmad Jameel

Raat Mein Aaftab Na-mumkin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameel Ahmad Jameel. Raat Mein Aaftab Na-mumkin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat Mein Aaftab Na-mumkin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات میں آفتاب نا ممکن

جمیل احمد جمیل

رات میں آفتاب نا ممکن

یعنی تعبیر خواب نا ممکن

پیار کی بستیاں بسا کر خود

دل ہو خانہ خراب نا ممکن

رنج و غم زندگی کی سچائی

زندگی اک سراب نا ممکن

مجھ سے آئینہ کل یہ کہتا تھا

تم اور عالی جناب نا ممکن

یہ الگ بات تھوڑا تلخ سہی

ورنہ سچ کا جواب نا ممکن

ہو قلم زاد آئنے کی طرح

کوئی ایسی کتاب نا ممکن

اے جمیلؔ اس کے بعد دنیا میں

ہو کوئی لا جواب نا ممکن

جمیل احمد جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Mein Aaftab Na-mumkin

Jameel Ahmad Jameel

raat mein aaftab na-mumkin
yani tabir-e-KHwab na-mumkin

pyar ki bastiyan basa kar KHud
dil ho KHana-KHarab na-mumkin

ranj-o-gham zindagi ki sachchai
zindagi ek sarab na-mumkin

mujh se aaina kal ye kahta tha
tum aur aali-janab na-mumkin

ye alag baat thoDa talKH sahi
warna sach ka jawab na-mumkin

ho qalam-zad aaine ki tarah
koi aisi kitab na-mumkin

ai 'jamil' us ke ba'd duniya mein
ho koi la-jawab na-mumkin

(410) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Mein Aaftab Na-mumkin written by Jameel Ahmad Jameel at UrduPoint. Raat Mein Aaftab Na-mumkin is one of the masterpieces written by Jameel Ahmad Jameel. You can also find the complete poetry collection of Jameel Ahmad Jameel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameel Ahmad Jameel' above.

Raat Mein Aaftab Na-mumkin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Mein Aaftab Na-mumkin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.