Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain, Urdu Ghazal By Jameeluddin Aali

Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameeluddin Aali. Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں حیا آ جاتی ہے ہونٹوں پہ تبسم لاتے ہیں

جمیل الدین عالی

آنکھوں میں حیا آ جاتی ہے ہونٹوں پہ تبسم لاتے ہیں

وہ مجھ پہ ستم جب کرتے ہیں تصویر کرم بن جاتے ہیں

اب آپ عنایت کرنے کی تکلیف ہی کیوں فرماتے ہیں

دن یوں بھی گزرنے ہی ٹھہرے دن یوں بھی گزر ہی جاتے ہیں

اللہ رے خس و خاشاک سے یہ ہنس ہنس کے چٹانوں کا کہنا

وہ طوفاں کو کیا سمجھیں گے جو طوفاں میں بہہ جاتے ہیں

اک سمت مسلسل امیدیں اک سمت مسلسل محرومی

کب تک یہ اٹھے بار ہستی شانے ہیں کہ ٹوٹے جاتے ہیں

اب ایسی کرم کی باتوں سے دبتی ہیں کہیں دل کی چوٹیں

تم جتنا مٹاتے جاتے ہو یہ نقش ابھرتے آتے ہیں

اس دور پریشانی میں کبھی وہ وقت بھی آتا ہے عالیؔ

کچھ دل بھی دھوکے کھاتا ہے کچھ وہ بھی کرم فرماتے ہیں

جمیل الدین عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain

Jameeluddin Aali

aankhon mein haya aa jati hai honTon pe tabassum late hain
wo mujh pe sitam jab karte hain taswir-e-karam ban jate hain

ab aap inayat karne ki taklif hi kyun farmate hain
din yun bhi guzarne hi Thahre din yun bhi guzar hi jate hain

allah re KHas-o-KHashak se ye hans hans ke chaTanon ka kahna
wo tufan ko kya samjhenge jo tufan mein bah jate hain

ek samt musalsal ummiden ek samt musalsal mahrumi
kab tak ye uThe bar-e-hasti shane hain ki TuTe jate hain

ab aisi karam ki baaton se dabti hain kahin dil ki choTen
tum jitna miTate jate ho ye naqsh ubharte aate hain

is daur-e-pareshani mein kabhi wo waqt bhi aata hai 'ali'
kuchh dil bhi dhoke khata hai kuchh wo bhi karam farmate hain

(518) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain written by Jameeluddin Aali at UrduPoint. Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain is one of the masterpieces written by Jameeluddin Aali. You can also find the complete poetry collection of Jameeluddin Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameeluddin Aali' above.

Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Haya Aa Jati Hai HonTon Pe Tabassum Late Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.