Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai, Urdu Ghazal By Jarrar Chhaulisi

Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jarrar Chhaulisi. Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بچ کے وہ نکلتے ہیں جن سے روشناسی ہے

جرار چھولسی

بچ کے وہ نکلتے ہیں جن سے روشناسی ہے

زندگی ہماری تو اب اجل نما سی ہے

جذب ہو گئی دل کی بے کلی فضاؤں میں

اس طرف ہے سناٹا اس طرف اداسی ہے

دل کشی غضب کی ہے حسن سادہ کاری میں

کس کے دست رنگیں نے پھول کی قبا سی ہے

خشکیٔ لب ساحل کہہ رہی ہے پیاسوں سے

کیا بساط دریا خود اس کی روح پیاسی ہے

اس قدر پڑا پانی کھیت جل گیا سارا

ابر کی طبیعت بھی برق شعلہ زا سی ہے

روح خود شناسی ہے آدمی کی خودداری

خود شناسیٔ انساں اصل حق شناسی ہے

جرار چھولسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai

Jarrar Chhaulisi

bach ke wo nikalte hain jin se ru-shanasi hai
zindagi hamari to ab ajal-numa si hai

jazb ho gai dil ki be-kali fazaon mein
is taraf hai sannaTa us taraf udasi hai

dilkashi ghazab ki hai husn-e-sada-kari mein
kis ke dast-e-rangin ne phul ki qaba si hai

KHushki-e-lab-e-sahil kah rahi hai pyason se
kya bisat-e-dariya KHud us ki ruh pyasi hai

is qadar paDa pani khet jal gaya sara
abr ki tabiat bhi barq-e-shoala-za si hai

ruh-e-KHud-shanasi hai aadmi ki KHuddari
KHud-shanasi-e-insan asl-e-haq-shanasi hai

(673) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai written by Jarrar Chhaulisi at UrduPoint. Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai is one of the masterpieces written by Jarrar Chhaulisi. You can also find the complete poetry collection of Jarrar Chhaulisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jarrar Chhaulisi' above.

Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bach Ke Wo Nikalte Hain Jin Se Ru-shanasi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.