Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke, Urdu Ghazal By Jarrar Chhaulisi

Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jarrar Chhaulisi. Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پا کے اشارے جوش نمو کے

جرار چھولسی

پا کے اشارے جوش نمو کے

قافلے نکلے ہیں خوشبو کے

چار طرف گلزار کے اندر

ہنگامے ہیں رنگ و بو کے

انسانی قدروں کو گنوا کر

خوش ہیں بہت شہرت کے بھوکے

رزم بھی ہم سے بزم بھی ہم سے

مالک ہیں ہم سیف و سبو کے

تاروں بھری شب کے دامن پر

چھینٹے ہیں یہ کس کے لہو کے

اردو میں اردو کی برائی

کرتے ہیں دشمن اردو کے

پنجۂ وحشت کو ہیں سکھانے

اے جرارؔ انداز رفو کے

جرار چھولسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke

Jarrar Chhaulisi

pa ke ishaare josh-e-numu ke
qafile nikle hain KHushbu ke

chaar taraf gulzar ke andar
hangame hain rang-o-bu ke

insani qadron ko ganwa kar
KHush hain bahut shohrat ke bhuke

razm bhi hum se bazm bhi hum se
malik hain hum saif-o-subu ke

taron bhari shab ke daman par
chhinTe hain ye kis ke lahu ke

urdu mein urdu ki burai
karte hain dushman urdu ke

panja-e-wahshat ko hain sikhane
ai 'jarrar' andaz rafu ke

(435) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke written by Jarrar Chhaulisi at UrduPoint. Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke is one of the masterpieces written by Jarrar Chhaulisi. You can also find the complete poetry collection of Jarrar Chhaulisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jarrar Chhaulisi' above.

Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pa Ke Ishaare Josh-e-numu Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.