Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya, Urdu Ghazal By Jauhar Deobandi

Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Deobandi. Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گو مجھے زیست نے آرام سے رہنے نہ دیا

جوہر دیوبندی

گو مجھے زیست نے آرام سے رہنے نہ دیا

اشک آنکھوں سے مگر ایک بھی بہنے نہ دیا

ہم الٹتے ہی رہے روئے منور سے نقاب

شام سے تا بہ سحر چاند کو گہنے نہ دیا

تاب نظارۂ معشوق کہاں عاشق کو

طور پر ہوش میں موسیٰ کو بھی رہنے نہ دیا

کر دیا چپ بت کافر نے اشارہ کر کے

داور حشر سے کچھ بھی مجھے کہنے نہ دیا

ہر گھڑی ہاتھ میں رکھا ہے قفس کو جوہرؔ

مجھ کو تنہا کبھی صیاد نے رہنے نہ دیا

جوہر دیوبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya

Jauhar Deobandi

go mujhe zist ne aaram se rahne na diya
ashk aankhon se magar ek bhi bahne na diya

hum ulaTte hi rahe ru-e-munawwar se naqab
sham se ta-ba-sahar chand ko gahne na diya

tab-e-nazara-e-mashuq kahan aashiq ko
tur par hosh mein musa ko bhi rahne na diya

kar diya chup but-e-kafir ne ishaara kar ke
dawar-e-hashr se kuchh bhi mujhe kahne na diya

har ghaDi hath mein rakkha hai qafas ko 'jauhar'
mujh ko tanha kabhi sayyaad ne rahne na diya

(676) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya written by Jauhar Deobandi at UrduPoint. Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya is one of the masterpieces written by Jauhar Deobandi. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Deobandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Deobandi' above.

Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Go Mujhe Zist Ne Aaram Se Rahne Na Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.