Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin, Urdu Ghazal By Jauhar Nizami

Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Nizami. Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رنج نہیں الم نہیں سن مرا حال کچھ نہیں

جوہر نظامی

رنج نہیں الم نہیں سن مرا حال کچھ نہیں

تو نے جو آنکھیں پھیر لیں اس کا ملال کچھ نہیں

مست ہوں اپنے حال میں دست کرم ادھر نہ کر

ہوں تو گدا ضرور میں تجھ سے سوال کچھ نہیں

شکوہ ہے بخت کا مجھے تجھ سے شکایتیں نہیں

جس سے ملال چاہئے اس سے ملال کچھ نہیں

تیری نگاہ ناز نے وہ سبق خودی دیا

اپنے سوا کسی سے بھی اب تو ملال کچھ نہیں

جوہر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin

Jauhar Nizami

ranj nahin alam nahin sun mera haal kuchh nahin
tu ne jo aankhen pher lin us ka malal kuchh nahin

mast hun apne haal mein dast-e-karam idhar na kar
hun to gada zarur main tujh se sawal kuchh nahin

shikwa hai baKHt ka mujhe tujh se shikayaten nahin
jis se malal chahiye us se malal kuchh nahin

teri nigah-e-naz ne wo sabaq-e-KHudi diya
apne siwa kisi se bhi ab to malal kuchh nahin

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin written by Jauhar Nizami at UrduPoint. Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin is one of the masterpieces written by Jauhar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Nizami' above.

Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ranj Nahin Alam Nahin Sun Mera Haal Kuchh Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.