Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona, Urdu Ghazal By Javed Akhtar Bedi

Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Akhtar Bedi. Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے ذرے کے مقدر میں ہے صحرا ہونا

جاوید اختر بیدی

میرے ذرے کے مقدر میں ہے صحرا ہونا

اک نہ اک روز ہے مجھ کو بھی ہویدا ہونا

شاید اس واسطے پہچان تری مشکل ہے

اتنا آسان نہیں خود سے شناسا ہونا

اتنا بینا ہوں کہ گلشن کی ہوا خواہی میں

دیکھ سکتا نہیں شاخوں کا برہنہ ہونا

دیکھ اس دور میں آلام و مصائب کے ہجوم

دیکھ اس دور میں انسان کا تنہا ہونا

کتنا آسان ہے سر کاٹتے پھرنا بیدیؔ

کتنا مشکل ہے زمانے کا مسیحا ہونا

جاوید اختر بیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona

Javed Akhtar Bedi

mere zarre ke muqaddar mein hai sahra hona
ek na ek roz hai mujh ko bhi huwaida hona

shayad is waste pahchan teri mushkil hai
itna aasan nahin KHud se shanasa hona

itna bina hun ki gulshan ki hawa-KHwahi mein
dekh sakta nahin shaKHon ka barahna hona

dekh is daur mein aalam-o-masaib ke hujum
dekh is daur mein insan ka tanha hona

kitna aasan hai sar kaTte phirna 'bedi'
kitna mushkil hai zamane ka masiha hona

(458) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona written by Javed Akhtar Bedi at UrduPoint. Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona is one of the masterpieces written by Javed Akhtar Bedi. You can also find the complete poetry collection of Javed Akhtar Bedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Akhtar Bedi' above.

Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Zarre Ke Muqaddar Mein Hai Sahra Hona, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.