Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren, Urdu Ghazal By Javed Jamil

Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Jamil. Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یقین شرط ہے اور لازمی ہیں تدبیریں

جاوید جمیل

یقین شرط ہے اور لازمی ہیں تدبیریں

ہر ایک لمحہ بدلتی رہیں گی تقدیریں

سبھی چراغ بجھا دو ہوا ہے دل روشن

دکھائی دینے لگی ہیں تمام تحریریں

ذرا سا وقت لگے گا قدم اٹھانے میں

ابھی ابھی تو کٹی ہیں ثقیل زنجیریں

وہ خواب کچھ بھی نہیں ہیں فقط تماشا ہیں

وہ خواب جن کی نہیں جانتا میں تعبیریں

مرے قلم کا سفر لے گیا ستاروں تک

مرے بزرگ کی اب بھی وہی ہیں تحریریں

ہماری جنگ میں جاویدؔ خوں نہیں بہتا

ہمارے پاس ہیں فکر و نظر کی شمشیریں

جاوید جمیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren

Javed Jamil

yaqin shart hai aur lazmi hain tadbiren
har ek lamha badalti rahengi taqdiren

sabhi charagh bujha do hua hai dil raushan
dikhai dene lagi hain tamam tahriren

zara sa waqt lagega qadam uThane mein
abhi abhi to kaTi hain saqil zanjiren

wo KHwab kuchh bhi nahin hain faqat tamasha hain
wo KHwab jin ki nahin jaanta main tabiren

mere qalam ka safar le gaya sitaron tak
mere buzurg ki ab bhi wahi hain tahriren

hamari jang mein 'jawed' KHun nahin bahta
hamare pas hain fikr-o-nazar ki shamshiren

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren written by Javed Jamil at UrduPoint. Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren is one of the masterpieces written by Javed Jamil. You can also find the complete poetry collection of Javed Jamil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Jamil' above.

Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaqin Shart Hai Aur Lazmi Hain Tadbiren, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.