Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Javed Lakhnvi

Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Lakhnvi. Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو جینے سے فائدہ بھی نہیں

جاوید لکھنوی

مجھ کو جینے سے فائدہ بھی نہیں

اور پھر مرضئ خدا بھی نہیں

نہیں معلوم کیا میں کہتا ہوں

تم نہیں ہو تو کیا خدا بھی نہیں

موت اب زندگی بھی ہے مجھ کو

جب مرے درد کی دوا بھی نہیں

سر بالیں وہ مسکراتے ہیں

میری تقدیر میں شفا بھی نہیں

جھلملاتا ہے صبح کا تارا

اب تو جینے کا آسرا بھی نہیں

در دل دار پاؤں کیا جاویدؔ

کہیں دو چار نقش پا بھی نہیں

جاوید لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin

Javed Lakhnvi

mujh ko jine se faeda bhi nahin
aur phir marzi-e-KHuda bhi nahin

nahin malum kya main kahta hun
tum nahin ho to kya KHuda bhi nahin

maut ab zindagi bhi hai mujh ko
jab mere dard ki dawa bhi nahin

sar-e-baalin wo muskuraate hain
meri taqdir mein shifa bhi nahin

jhilmilata hai subah ka tara
ab to jine ka aasra bhi nahin

dar-e-dildar paun kiya 'jawed'
kahin do-chaar naqsh-e-pa bhi nahin

(445) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin written by Javed Lakhnvi at UrduPoint. Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Javed Lakhnvi. You can also find the complete poetry collection of Javed Lakhnvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Lakhnvi' above.

Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Jine Se Faeda Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.