Chand Duba To Ye Saza Pai, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Chand Duba To Ye Saza Pai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Chand Duba To Ye Saza Pai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand Duba To Ye Saza Pai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند ڈوبا تو یہ سزا پائی

جاوید منظر

چاند ڈوبا تو یہ سزا پائی

بات کرنے لگی ہے تنہائی

کار زار حیات میں اکثر

ہم کو اپنوں نے دی ہے رسوائی

پھر ملے بھی تو اجنبی کی طرح

کام آئی نہیں شناسائی

ہے کہاں کشت کفر دشت خیال

دور تک میں ہوں اور تنہائی

ایک محور پہ آ نہیں سکتے

وہ در شوق اور جبیں سائی

خار سے گل جدا نہیں ہوتے

بات ہم نے انہیں یہ سمجھائی

زینت دار ہم بنے لیکن

آپ لائے ہیں یہ قضا لائی

یوں بھی ہوتا ہے بارہا منظرؔ

نیند آئی مگر نہیں آئی

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Duba To Ye Saza Pai

Javed Manzar

chand Duba to ye saza pai
baat karne lagi hai tanhai

kar-zar-e-hayat mein aksar
hum ko apnon ne di hai ruswai

phir mile bhi to ajnabi ki tarah
kaam aai nahin shanasai

hai kahan kisht-e-kufr dasht-e-KHayal
dur tak main hun aur tanhai

ek mehwar pe aa nahin sakte
wo dar-e-shauq aur jabin-sai

KHar se gul juda nahin hote
baat hum ne unhen ye samjhai

zinat-e-dar hum bane lekin
aap lae hain ye qaza lai

yun bhi hota hai barha 'manzar'
nind aai magar nahin aai

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Duba To Ye Saza Pai written by Javed Manzar at UrduPoint. Chand Duba To Ye Saza Pai is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Chand Duba To Ye Saza Pai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand Duba To Ye Saza Pai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.