Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جذبۂ شوق کا اظہار کہاں ہوتا ہے

جاوید منظر

جذبۂ شوق کا اظہار کہاں ہوتا ہے

یاں حقیقت پے بھی خوابوں کا گماں ہوتا ہے

عہد طفلی میں جسے زیست کا حاصل جانا

وقت کا اب انہی باتوں میں زیاں ہوتا ہے

تم ہی آؤ گے مری روح میں خوشبو بن کر

یہ تصور بھی عجب راحت جاں ہوتا ہے

رات پلکوں پے سجاتا ہوں وفاؤں کے چراغ

دن نکلنے پے یہ انداز کہاں ہوتا ہے

عشق شوریدہ کو اشکوں سے تماشا نہ بنا

آگ پر پانی کے پڑنے سے دھواں ہوتا ہے

میرا محبوب ہے کیا پوچھنے والے اب پوچھ

ہاں یہ منظرؔ بھی شب و روز وہاں ہوتا ہے

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai

Javed Manzar

jazba-e-shauq ka izhaar kahan hota hai
yan haqiqat pe bhi KHwabon ka guman hota hai

ahd-e-tifli mein jise zist ka hasil jaana
waqt ka ab unhi baaton mein ziyan hota hai

tum hi aaoge meri ruh mein KHushbu ban kar
ye tasawwur bhi ajab rahat-e-jaan hota hai

raat palkon pe sajata hun wafaon ke charagh
din nikalne pe ye andaz kahan hota hai

ishq-e-shorida ko ashkon se tamasha na bana
aag par pani ke paDne se dhuan hota hai

mera mahbub hai kya puchhne wale ab puchh
han ye 'manzar' bhi shab-o-roz wahan hota hai

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai written by Javed Manzar at UrduPoint. Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jazba-e-shauq Ka Izhaar Kahan Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.