KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By Javed Manzar

KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہش بال و پر میں رہتا ہے

جاوید منظر

خواہش بال و پر میں رہتا ہے

مطمئن کون گھر میں رہتا ہے

لمحہ لمحہ سفر میں رہتا ہے

چاند کب کس نگر میں رہتا ہے

جان جاں آج کل ترا قاتل

کوچۂ چارہ گر میں رہتا ہے

بھول جاؤں اسے مگر کیسے

وہ جو میری نظر میں رہتا ہے

ہم تو صحرا نورد ہیں منظرؔ

خوف دیوار و در میں رہتا ہے

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai

Javed Manzar

KHwahish-e-baal-o-par mein rahta hai
mutmain kaun ghar mein rahta hai

lamha lamha safar mein rahta hai
chand kab kis nagar mein rahta hai

jaan-e-jaan aaj-kal tera qatil
kucha-e-chaara-gar mein rahta hai

bhul jaun use magar kaise
wo jo meri nazar mein rahta hai

hum to sahra-naward hain 'manzar'
KHauf diwar-o-dar mein rahta hai

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai written by Javed Manzar at UrduPoint. KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahish-e-baal-o-par Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.