KHwahishon Ka Badan Samundar Hai, Urdu Ghazal By Javed Manzar

KHwahishon Ka Badan Samundar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. KHwahishon Ka Badan Samundar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwahishon Ka Badan Samundar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواہشوں کا بدن سمندر ہے

جاوید منظر

خواہشوں کا بدن سمندر ہے

روح اس کے یقیں کا مظہر ہے

کبھی خوش ہو گیا کبھی غمگیں

میرا موسم تو میرے اندر ہے

بس وہی کیوں پسند ہے مجھ کو

جو مری دسترس سے باہر ہے

کوئی بھی مطمئن نہیں ملتا

آدمی کا یہی مقدر ہے

ایک ہو جس کا ظاہر و باطن

سچ تو یہ ہے وہ سب سے بہتر ہے

اپنی ہی ذات میں ہیں سب محصور

اپنا اپنا ہر ایک کا گھر ہے

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwahishon Ka Badan Samundar Hai

Javed Manzar

KHwahishon ka badan samundar hai
ruh us ke yaqin ka mazhar hai

kabhi KHush ho gaya kabhi ghamgin
mera mausam to mere andar hai

bas wahi kyon pasand hai mujh ko
jo meri dastaras se bahar hai

koi bhi mutmain nahin milta
aadmi ka yahi muqaddar hai

ek ho jis ka zahir-o-baatin
sach to ye hai wo sab se behtar hai

apni hi zat mein hain sab mahsur
apna apna har ek ka ghar hai

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwahishon Ka Badan Samundar Hai written by Javed Manzar at UrduPoint. KHwahishon Ka Badan Samundar Hai is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

KHwahishon Ka Badan Samundar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwahishon Ka Badan Samundar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.