Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قسمت میں جس کے تھا وہ گیا اس جہان سے

جاوید منظر

قسمت میں جس کے تھا وہ گیا اس جہان سے

ہم کو گلہ نہیں ہے کوئی آسمان سے

اب بھی ہے وقت آؤ چلو ہم نکل چلیں

دیکھو دھواں سا اٹھنے لگا ہے مکان سے

یہ وہ پرند ہے کہ نہیں جس کا آشیاں

اندازہ ہو گیا ہمیں اس کی اڑان سے

پھر فیصلہ کریں گے مشیت ہے کس کے ساتھ

تم بھی کبھی تو آؤ اتر کر مچان سے

منظرؔ ازل سے صاحب عزت وہی رہے

جو منحرف ہوئے نہ کبھی خاندان سے

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se

Javed Manzar

qismat mein jis ke tha wo gaya is jahan se
hum ko gila nahin hai koi aasman se

ab bhi hai waqt aao chalo hum nikal chalen
dekho dhuan sa uThne laga hai makan se

ye wo parind hai ki nahin jis ka aashiyan
andaza ho gaya hamein us ki uDan se

phir faisla karenge mashiyyat hai kis ke sath
tum bhi kabhi to aao utar kar machan se

'manzar' azal se sahab-e-izzat wahi rahe
jo munharif hue na kabhi KHandan se

(580) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se written by Javed Manzar at UrduPoint. Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qismat Mein Jis Ke Tha Wo Gaya Is Jahan Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.