Wo Mere Wajud Ka Sila Hai, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Wo Mere Wajud Ka Sila Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Wo Mere Wajud Ka Sila Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Mere Wajud Ka Sila Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ میرے وجود کا صلہ ہے

جاوید منظر

وہ میرے وجود کا صلہ ہے

یا روح کے واسطے ردا ہے

کس دل سے لہو کی فصل بوئیں

جب خون ہی خون سے جدا ہے

ہر شخص ہے دشمنوں کی زد پر

اب مجھ سا کوئی کہاں رہا ہے

ہر سمت اداسیاں ملی ہیں

حالات سے بس یہی گلہ ہے

چہرے پہ مسرتیں سجائے

جو بھی غموں میں پل رہا ہے

منظرؔ اسے جانتا میں کیسے

جو مجھ کو کبھی نہیں ملا ہے

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Mere Wajud Ka Sila Hai

Javed Manzar

wo mere wajud ka sila hai
ya ruh ke waste rida hai

kis dil se lahu ki fasl boen
jab KHun hi KHun se juda hai

har shaKHs hai dushmanon ki zad par
ab mujh sa koi kahan raha hai

har samt udasiyan mili hain
haalat se bas yahi gila hai

chehre pe masarraten sajae
jo bhi ghamon mein pal raha hai

'manzar' ise jaanta main kaise
jo mujh ko kabhi nahin mila hai

(560) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Mere Wajud Ka Sila Hai written by Javed Manzar at UrduPoint. Wo Mere Wajud Ka Sila Hai is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Wo Mere Wajud Ka Sila Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Mere Wajud Ka Sila Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.