Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi, Urdu Ghazal By Javed Nasir

Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Nasir. Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ احتیاط کا عالم پس سوال کوئی

جاوید ناصر

وہ احتیاط کا عالم پس سوال کوئی

بچا ہے رات کے حملے سے بال بال کوئی

دکھائی دیتی ہے پہلے تو روشنی گھر کی

نفی میں سر کو ہلاتا ہے پھر خیال کوئی

دھڑک رہا ہے دعاؤں کی رونقیں لے کر

مرے وجود گریزاں میں لا زوال کوئی

ملیں گے خواب بھی دیدار کرنے والوں میں

پڑا ہے پیڑ کی چھاؤں میں پائمال کوئی

جاوید ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi

Javed Nasir

wo ehtiyat ka aalam pas-e-sawal koi
bacha hai raat ke hamle se baal baal koi

dikhai deti hai pahle to raushni ghar ki
nafi mein sar ko hilata hai phir KHayal koi

dhaDak raha hai duaon ki raunaqen le kar
mere wajud-e-gurezan mein la-zawal koi

milenge KHwab bhi didar karne walon mein
paDa hai peD ki chhanw mein paemal koi

(565) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi written by Javed Nasir at UrduPoint. Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi is one of the masterpieces written by Javed Nasir. You can also find the complete poetry collection of Javed Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Nasir' above.

Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Ehtiyat Ka Aalam Pas-e-sawal Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.