Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai, Urdu Ghazal By Jeem Jazil

Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jeem Jazil. Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گر ہمیں تیرا سہارا ہے، خدا جانتا ہے

جیم جاذل

گر ہمیں تیرا سہارا ہے، خدا جانتا ہے

پھر تو ہر ظلم گوارہ ہے، خدا جانتا ہے

میری ہر راہ گزرتی ہے ترے کوچے سے

تو مرا قطبی ستارہ ہے، خدا جانتا ہے

زندگی تجھ کو ترے درد کے ہر اک پل کو

ہم نے جس طرح گزارا ہے خدا جانتا ہے

بیٹھا رہتا ہے جہاں ہجر کا تنہا آنسو

میری آنکھوں کا کنارہ ہے، خدا جانتا ہے

دل دھڑکتا ہے تو اٹھتی ہیں بدن میں ٹیسیں

عشق نے باندھ کے مارا ہے، خدا جانتا ہے

جیم جاذل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai

Jeem Jazil

gar hamein tera sahaara hai, KHuda jaanta hai
phir to har zulm gawara hai, KHuda jaanta hai

meri har rah guzarti hai tere kuche se
tu mera qutbi sitara hai, KHuda jaanta hai

zindagi tujh ko tere dard ke har ek pal ko
hum ne jis tarah guzara hai KHuda jaanta hai

baiTha rahta hai jahan hijr ka tanha aansu
meri aankhon ka kinara hai, KHuda jaanta hai

dil dhaDakta hai to uThti hain badan mein Tisen
ishq ne bandh ke mara hai, KHuda jaanta hai

(831) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai written by Jeem Jazil at UrduPoint. Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai is one of the masterpieces written by Jeem Jazil. You can also find the complete poetry collection of Jeem Jazil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jeem Jazil' above.

Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gar Hamein Tera Sahaara Hai, KHuda Jaanta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.