Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein, Urdu Ghazal By Jigar Biswani

Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jigar Biswani. Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بچھا رکھوں میں آنکھیں رہ گزر میں (ردیف .. پ)

جگرؔ بسوانی

بچھا رکھوں میں آنکھیں رہ گزر میں

کبھی آ جائیں شاید میرے گھر آپ

ہمارا دل نہیں قابو میں رہتا

ادا سے دیکھتے ہیں جب ادھر آپ

خبر سارے زمانے کی ہے لیکن

ہمارے حال سے ہیں بے خبر آپ

کہا مانیں گلے ہم کو لگا لیں

ہماری زندگی چاہیں اگر آپ

جگرؔ بسوانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein

Jigar Biswani

bichha rakkhun main aankhen rahguzar mein
kabhi aa jaen shayad mere ghar aap

hamara dil nahin qabu mein rahta
ada se dekhte hain jab idhar aap

KHabar sare zamane ki hai lekin
hamare haal se hain be-KHabar aap

kaha manen gale hum ko laga len
hamari zindagi chahen agar aap

(407) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein written by Jigar Biswani at UrduPoint. Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein is one of the masterpieces written by Jigar Biswani. You can also find the complete poetry collection of Jigar Biswani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jigar Biswani' above.

Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bichha Rakkhun Main Aankhen Rahguzar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.