Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par, Urdu Ghazal By Jigar Biswani

Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jigar Biswani. Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب وصال ہنسی آتی ہے مقدر پر

جگرؔ بسوانی

شب وصال ہنسی آتی ہے مقدر پر

وہ ہم سے روٹھ کے سونے چلے ہیں بستر پر

وہ سخت جاں ہوں کہ قاتل ہے جان سے عاجز

کبھی گلے پہ ہے خنجر کبھی ہے پتھر پر

چلیں گے کعبہ کو زمزم پہ دھو تو لیں زاہد

بہت شراب کے دھبے ہیں دامن تر پر

مریض عشق سے تنگ آ کے چارہ گر نے کہا

اسے بلاؤ یہ مرتا ہے جس ستم گر پر

شب فراق دل بے قرار دور رہے

تڑپ سکیں گے نہ ہم دونوں ایک بستر پر

جگرؔ بسوانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par

Jigar Biswani

shab-e-visal hansi aati hai muqaddar par
wo hum se ruTh ke sone chale hain bistar par

wo saKHt-jaan hun ki qatil hai jaan se aajiz
kabhi gale pe hai KHanjar kabhi hai patthar par

chalenge kabe ko zamzam pe dho to len zahid
bahut sharab ke dhabbe hain daman-e-tar par

mariz-e-ishq se tang aa ke chaaragar ne kaha
use bulao ye marta hai jis sitamgar par

shab-e-firaq dil-e-be-qarar dur rahe
taDap sakenge na hum donon ek bistar par

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par written by Jigar Biswani at UrduPoint. Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par is one of the masterpieces written by Jigar Biswani. You can also find the complete poetry collection of Jigar Biswani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jigar Biswani' above.

Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-visal Hansi Aati Hai Muqaddar Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.