Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati, Urdu Ghazal By Kaami Shah

Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaami Shah. Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر کار محبت میں محبت راس آ جاتی

کامی شاہ

اگر کار محبت میں محبت راس آ جاتی

تمہارا ہجر اچھا تھا جو وصلت راس آ جاتی

گلا پھاڑا نہیں کرتے رفو دریافت کرنے میں

اگر بے کار رہنے کی مشقت راس آ جاتی

تمہیں صیاد کہنے سے اگر ہم باز آ جاتے

ہمیں بھی اس تماشے میں سکونت راس آ جاتی

فقط غصہ پیے جاتے ہیں روز و شب کے جھگڑے میں

کوئی ہنگامہ کر سکتے جو وحشت راس آ جاتی

اگر ہم پار کر سکتے یہ اپنی ذات کا صحرا

تو اپنے ساتھ رہنے کی سہولت راس آ جاتی

کامی شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati

Kaami Shah

agar kar-e-mohabbat mein mohabbat ras aa jati
tumhaara hijr achchha tha jo waslat ras aa jati

gala phaDa nahin karte rafu daryaft karne mein
agar bekar rahne ki mashaqqat ras aa jati

tumhein sayyaad kahne se agar hum baz aa jate
hamein bhi is tamashe mein sukunat ras aa jati

faqat ghussa piye jate hain roz o shab ke jhagDe mein
koi hangama kar sakte jo wahshat ras aa jati

agar hum par kar sakte ye apni zat ka sahra
to apne sath rahne ki sahulat ras aa jati

(742) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati written by Kaami Shah at UrduPoint. Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati is one of the masterpieces written by Kaami Shah. You can also find the complete poetry collection of Kaami Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaami Shah' above.

Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Kar-e-mohabbat Mein Mohabbat Ras Aa Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.