Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega, Urdu Ghazal By Kahkashan Tabassum

Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kahkashan Tabassum. Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں کے ٹکڑے کئے آسمان بانٹے گا

کہکشاں تبسم

زمیں کے ٹکڑے کئے آسمان بانٹے گا

وہ شاہ وقت ہے سارا جہان بانٹے گا

رکھے رہے گا وہ تیروں پہ دسترس اپنی

ہمارے بیچ تو خالی کمان بانٹے گا

جو کاٹ لے گیا فصل یقین کھیتوں سے

پلٹ کے آئے گا شاخ گمان بانٹے گا

کتر کے پنکھ ہمارے دروں کو کھول دیا

خبر ملی تھی کہ اونچی اڑان بانٹے گا

کہاں وہ درد کا رشتہ رہا سلامت اب

جو ہاتھ تھام کے ساری تکان بانٹے گا

تمام چہرے دھواں ہو گئے تبسمؔ جب

تو کس کے بیچ وہ شہر امان بانٹے گا

کہکشاں تبسم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega

Kahkashan Tabassum

zamin ke TukDe kiye aasman banTega
wo shah-e-waqt hai sara jahan banTega

rakhe rahega wo tiron pe dastaras apni
hamare bich to KHali kaman banTega

jo kaT le gaya fasl-e-yaqin kheton se
palaT ke aaega shaKH-e-guman banTega

katar ke pankh hamare daron ko khol diya
KHabar mili thi ki unchi uDan banTega

kahan wo dard ka rishta raha salamat ab
jo hath tham ke sari takan banTega

tamam chehre dhuan ho gae 'tabassum' jab
to kis ke bich wo shahr-e-aman banTega

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega written by Kahkashan Tabassum at UrduPoint. Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega is one of the masterpieces written by Kahkashan Tabassum. You can also find the complete poetry collection of Kahkashan Tabassum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kahkashan Tabassum' above.

Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Ke TukDe Kiye Aasman BanTega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.