Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain, Urdu Ghazal By Kaif Azimabadi

Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Azimabadi. Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عیش و غم زندگی کے پھیرے ہیں

کیف عظیم آبادی

عیش و غم زندگی کے پھیرے ہیں

شب کی آغوش میں سویرے ہیں

میکدے سے وفا کی منزل تک

ہم فقیروں کے ہیرے پھیرے ہیں

مجھ کو مت دیکھ یوں حقارت سے

میں نے رخ زندگی کے پھیرے ہیں

ان کی زلفوں کی نرم چھاؤں میں

زندگی کے حسیں سویرے ہیں

میں ہوں معمار‌ زندگی اے کیفؔ

دونوں عالم کے حسن میرے ہیں

کیف عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain

Kaif Azimabadi

aish-o-gham zindagi ke phere hain
shab ki aaghosh mein sawere hain

mai-kade se wafa ki manzil tak
hum faqiron ke here-phere hain

mujh ko mat dekh yun hiqarat se
main ne ruKH zindagi ke phere hain

un ki zulfon ki narm chhanw mein
zindagi ke hasin sawere hain

main hun meamar-e-zindagi ai 'kaif'
donon aalam ke husn mere hain

(807) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain written by Kaif Azimabadi at UrduPoint. Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain is one of the masterpieces written by Kaif Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaif Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Azimabadi' above.

Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aish-o-gham Zindagi Ke Phere Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.