Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main, Urdu Ghazal By Kaif Moradaabadi

Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Moradaabadi. Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب سوچتا ہوں جاؤں تو جاؤں کدھر کو میں

کیف مرادآبادی

اب سوچتا ہوں جاؤں تو جاؤں کدھر کو میں

اے کاش چھوڑتا نہ تری رہ گزر کو میں

دل غم کا آئنہ ہے نظر دل کا آئنہ

کیسے چھپاؤں سوز نہاں کے اثر کو میں

عالم تمام ایک فریب نگاہ ہے

اب کیا دکھاؤں چشم حقیقت نگر کو میں

مدہوشیوں میں ٹوٹ گیا دل کا آئنہ

اب کیسے منہ دکھاؤں گا آئینہ گر کو میں

ان کی نظر خدا نہ کرے منفعل ہو کیفؔ

دیکھوں نہ کاش جذبۂ غم کے اثر کو میں

کیف مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main

Kaif Moradaabadi

ab sochta hun jaun to jaun kidhar ko main
ai kash chhoDta na teri rahguzar ko main

dil gham ka aaina hai nazar dil ka aaina
kaise chhupaun soz-e-nihan ke asar ko main

aalam tamam ek fareb-e-nigah hai
ab kya dikhaun chashm-e-haqiqat-nigar ko main

madhoshiyon mein TuT gaya dil ka aaina
ab kaise munh dikhaunga aaina-gar ko main

un ki nazar KHuda na kare munfail ho 'kaif'
dekhun na kash jazba-e-gham ke asar ko main

(710) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main written by Kaif Moradaabadi at UrduPoint. Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main is one of the masterpieces written by Kaif Moradaabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaif Moradaabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Moradaabadi' above.

Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Sochta Hun Jaun To Jaun Kidhar Ko Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.