Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai, Urdu Ghazal By Kaifi Hyderabadi

Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaifi Hyderabadi. Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر طور ہر طرح کی جو ذلت مجھی کو ہے

کیفی حیدرآبادی

ہر طور ہر طرح کی جو ذلت مجھی کو ہے

دنیا میں کیا کسی سے محبت مجھی کو ہے

خود میں نے اپنے آپ کو بد نام کر دیا

ثابت ہوا کہ مجھ سے عداوت مجھی کو ہے

تم بھی تو روز دیکھتے رہتے ہو آئینہ

سچ بولو کیا پسند یہ صورت مجھی کو ہے

تم کو تو کچھ ضرور نہیں پاس دوستی

ہاں یہ ضرور ہے کہ ضرورت مجھی کو ہے

جب لطف تھا کہ اس کو بھی ہوتا مرا خیال

کیفیؔ غضب تو یہ ہے محبت مجھی کو ہے

کیفی حیدرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai

Kaifi Hyderabadi

har taur har tarah ki jo zillat mujhi ko hai
duniya mein kya kisi se mohabbat mujhi ko hai

KHud main ne apne-ap ko bad-nam kar diya
sabit hua ki mujh se adawat mujhi ko hai

tum bhi to roz dekhte rahte ho aaina
sach bolo kya pasand ye surat mujhi ko hai

tum ko to kuchh zarur nahin pas-e-dosti
han ye zarur hai ki zarurat mujhi ko hai

jab lutf tha ki us ko bhi hota mera KHayal
'kaifi' ghazab to ye hai mohabbat mujhi ko hai

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai written by Kaifi Hyderabadi at UrduPoint. Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai is one of the masterpieces written by Kaifi Hyderabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaifi Hyderabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaifi Hyderabadi' above.

Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Taur Har Tarah Ki Jo Zillat Mujhi Ko Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.