Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain, Urdu Ghazal By Kailash Guru Swami

Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kailash Guru Swami. Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آگ سینے میں محبت کی لگاتے کیوں ہیں

کیلاش گرو سوامی

آگ سینے میں محبت کی لگاتے کیوں ہیں

جب انہیں چھوڑ کے جانا ہے تو آتے کیوں ہیں

ہم جب انسان کی تعریف میں آتے ہی نہیں

پھر ہمیں لوگ کلیجے سے لگاتے کیوں ہیں

دور کعبہ تو ہے بندوں کی عبادت کے لئے

پھر یہ تعمیر شدہ گھر کو گراتے کیوں ہیں

کانچ کا گھر نہ شجر ہے کوئی آنگن میں مرے

دوستو سنگ مرے گھر میں پھر آتے کیوں ہیں

جب انہیں مجھ سے محبت ہی نہیں ہے سوامیؔ

پھر مرا نام وہ لکھ لکھ کے مٹاتے کیوں ہیں

کیلاش گرو سوامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain

Kailash Guru Swami

aag sine mein mohabbat ki lagate kyon hain
jab unhen chhoD ke jaana hai to aate kyon hain

hum jab insan ki tarif mein aate hi nahin
phir hamein log kaleje se lagate kyon hain

dur kaba to hai bandon ki ibaadat ke liye
phir ye tamir-shuda ghar ko giraate kyon hain

kanch ka ghar na shajar hai koi aangan mein mere
dosto sang mere ghar mein phir aate kyon hain

jab unhen mujh se mohabbat hi nahin hai 'swami'
phir mera nam wo likh likh ke miTate kyon hain

(676) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain written by Kailash Guru Swami at UrduPoint. Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain is one of the masterpieces written by Kailash Guru Swami. You can also find the complete poetry collection of Kailash Guru Swami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kailash Guru Swami' above.

Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.