SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log, Urdu Ghazal By Kailash Guru Swami
SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kailash Guru Swami. SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log on this page of UrduPoint.
سخاوتوں کے بہانے سے چھل رہے ہیں لوگ
کیلاش گرو سوامی
سخاوتوں کے بہانے سے چھل رہے ہیں لوگ
نہ جانے کون سے سانچے میں ڈھل رہے ہیں لوگ
مسرتیں نہ جنہیں راس آئیں اوروں کی
غموں کی دھوپ میں بیٹھے پگھل رہے ہیں لوگ
جو خود پرست ہیں انساں مفاد کے پیکر
انہیں کے مکر فریبوں میں ڈھل رہے ہیں لوگ
کہاں میں آ گیا اس بزم میں سکوں کے لئے
یہاں تو آپ ہی آپس میں جل رہے ہیں لوگ
نہ جانے کون سی مشکل میں پھنس گئی دنیا
مثال آتش خاموش جل رہے ہیں لوگ
وہ نیم والی گلی اب نظر نہیں آتی
تمام شہر کا نقشہ بدل رہے ہیں لوگ
ذرا تو گھر سے نکل کر تو دیکھ دنیا کو
ہر ایک گام پہ سوامیؔ بدل رہے ہیں لوگ
کیلاش گرو سوامی
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log
Kailash Guru Swami
na jaane kaun se sanche mein Dhal rahe hain log
masarraten na jinhen ras aain auron ki
ghamon ki dhup mein baiThe pighal rahe hain log
jo KHud-parast hain insan mafad ke paikar
unhin ke makr farebon mein Dhal rahe hain log
kahan main aa gaya is bazm mein sukun ke liye
yahan to aap hi aapas mein jal rahe hain log
na jaane kaun si mushkil mein phans gai duniya
misal-e-atish-e-KHamosh jal rahe hain log
wo nim wali gali ab nazar nahin aati
tamam shahr ka naqsha badal rahe hain log
zara tu ghar se nikal kar to dekh duniya ko
har ek gam pe 'swami' badal rahe hain log
(438) ووٹ وصول ہوئے
Related Kailash Guru Swami Poetry
More Kailash Guru Swami Poetry
دل پر جو تری یاد کا پہرا نہیں ہوتا
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Dil Par Jo Teri Yaad Ka Pahra Nahin Hota
زندگی خار ہے گلاب بھی ہے
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Zindagi Khaar Hai Gulab Bhi Hai
سخاوتوں کے بہانے سے چھل رہے ہیں لوگ
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Sakhawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log
ٹھکانا ہو نہ ہو پھر بھی ٹھکانا ڈھونڈ لیتے ہیں
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Thikana Ho Na Ho Phir Bhi Thikana Dhund Lete Hain
کیا گھٹا آسماں پہ چھائی ہے
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Kya Ghata Aasman Pe Chhai Hai
آگ سینے میں محبت کی لگاتے کیوں ہیں
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Aag Sine Mein Mohabbat Ki Lagate Kyon Hain
وہ نہیں ہے تو کیا جیا جائے
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Wo Nahin Hai To Kya Jiya Jae
غم زمانے سے چھپانا ہی پڑا
Kailash Guru Swami - کیلاش گرو سوامی
Gham Zamane Se Chhupana Hi Pada
You can read SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log written by Kailash Guru Swami at UrduPoint. SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log is one of the masterpieces written by Kailash Guru Swami. You can also find the complete poetry collection of Kailash Guru Swami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kailash Guru Swami' above.
SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like SaKHawaton Ke Bahane Se Chhal Rahe Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.