Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai, Urdu Ghazal By Kaleem Ahmadabadi

Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Ahmadabadi. Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زور بازو بھی ہے اور سامنے نخچیر بھی ہے

کلیم احمدآبادی

زور بازو بھی ہے اور سامنے نخچیر بھی ہے

دیکھنا یہ ہے کہ ترکش میں کوئی تیر بھی ہے

کس طرح عشق مجازی کو حقیقی کر لوں

سامنے تو ہے بغل میں تری تصویر بھی ہے

کچھ نہیں ہے ترے ہاتھوں میں لکیروں کے سوا

بات ناصح کی ہے لیکن خط تقدیر بھی ہے

چھیڑتی ہے مجھے آ آ کے مری آزادی

گو میں قیدی ہوں مرے پاؤں میں زنجیر بھی ہے

میرے ہونے کا مرے ہوش کو احساس نہیں

ورنہ جو قطرۂ خوں ہے وہ شرر گیر بھی ہے

اہل دل کے لئے آزار ہے دنیا کو مفید

عقل اک ہوش ہے اور ہوش کی تعبیر بھی ہے

کوئی سمجھے کہ نہ سمجھے ترے اشعار کلیمؔ

زور غالبؔ بھی ہے اور دل کشیٔ میرؔ بھی ہے

کلیم احمدآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai

Kaleem Ahmadabadi

zor-e-bazu bhi hai aur samne naKHchir bhi hai
dekhna ye hai ki tarkash mein koi tir bhi hai

kis tarah ishq-e-majazi ko haqiqi kar lun
samne tu hai baghal mein teri taswir bhi hai

kuchh nahin hai tere hathon mein lakiron ke siwa
baat naseh ki hai lekin KHat-e-taqdir bhi hai

chheDti hai mujhe aa aa ke meri aazadi
go main qaidi hun mere panw mein zanjir bhi hai

mere hone ka mere hosh ko ehsas nahin
warna jo qatra-e-KHun hai wo sharar-gir bhi hai

ahl-e-dil ke liye aazar hai duniya ko mufid
aql ek hosh hai aur hosh ki tabir bhi hai

koi samjhe ki na samjhe tere ashaar 'kalim'
zor-e-'ghaalib' bhi hai aur dilkashi-e-'mir' bhi hai

(386) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai written by Kaleem Ahmadabadi at UrduPoint. Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai is one of the masterpieces written by Kaleem Ahmadabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Ahmadabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Ahmadabadi' above.

Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zor-e-bazu Bhi Hai Aur Samne NaKHchir Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.