Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain, Urdu Ghazal By Kaleem Rahber

Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Rahber. Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بکھرے جو خلاؤں میں یہ چاند ستارے ہیں

کلیم رہبر

بکھرے جو خلاؤں میں یہ چاند ستارے ہیں

کچھ خواب تمہارے ہیں کچھ خواب ہمارے ہیں

کیا خون رلاتے ہیں تنہائی کے عالم میں

وہ لمحے محبت کے جو ساتھ گزارے ہیں

ممکن ہے زمانے کو پھر ان کی ضرورت ہو

یہ امن و محبت کے انمول نظارے ہیں

یا رب مری کشتی کا اب تو ہی محافظ ہے

طوفان مقابل ہے اور دور کنارے ہیں

یہ جھوٹی سیاست اور مطلب کے نمائندے

کہتے ہیں بڑھو آگے ہم ساتھ تمہارے ہیں

بے قدر زمانے کو احساس نہیں آخر

موتی کی طرح رہبرؔ یہ اشک ہمارے ہیں

کلیم رہبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain

Kaleem Rahber

bikhre jo KHalaon mein ye chand sitare hain
kuchh KHwab tumhaare hain kuchh KHwab hamare hain

kya KHun rulate hain tanhai ke aalam mein
wo lamhe mohabbat ke jo sath guzare hain

mumkin hai zamane ko phir un ki zarurat ho
ye amn-o-mohabbat ke anmol nazare hain

yarab meri kashti ka ab tu hi muhafiz hai
tufan muqabil hai aur dur kinare hain

ye jhuTi siyasat aur matlab ke numainde
kahte hain baDho aage hum sath tumhaare hain

be-qadr zamane ko ehsas nahin aaKHir
moti ki tarah 'rahbar' ye ashk hamare hain

(594) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain written by Kaleem Rahber at UrduPoint. Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain is one of the masterpieces written by Kaleem Rahber. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Rahber by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Rahber' above.

Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bikhre Jo KHalaon Mein Ye Chand Sitare Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.