Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain, Urdu Ghazal By Kaleem Rahber

Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaleem Rahber. Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمانے سے بچھڑتے جا رہے ہیں

کلیم رہبر

زمانے سے بچھڑتے جا رہے ہیں

ہم آپس میں جو لڑتے جا رہے ہیں

محبت کی بہاریں کھو گئی ہیں

چمن دل کے اجڑتے جا رہے ہیں

تکبر سے زمیں پر گر پڑیں گے

بلندی پر جو چڑھتے جا رہے ہیں

تعصب کی اگی ہے فصل جب سے

مسائل اور بڑھتے جا رہے ہیں

فسادوں کی ہوا تھمنے لگی ہے

کبوتر لے پکڑتے جا رہے ہیں

خزاں کا دور شاید آ گیا ہے

یہ برگ و گل جو جھڑتے جا رہے ہیں

پرانے پیڑ رہبرؔ آندھیوں میں

زمینوں سے اکھڑتے جا رہے ہیں

کلیم رہبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain

Kaleem Rahber

zamane se bichhaDte ja rahe hain
hum aapas mein jo laDte ja rahe hain

mohabbat ki bahaaren kho gai hain
chaman dil ke ujaDte ja rahe hain

takabbur se zamin par gir paDenge
bulandi par jo chaDhte ja rahe hain

tassub ki ugi hai fasl jab se
masail aur baDhte ja rahe hain

fasadon ki hawa thamne lagi hai
kabutar le pakaDte ja rahe hain

KHizan ka daur shayad aa gaya hai
ye barg-o-gul jo jhaDte ja rahe hain

purane peD 'rahbar' aandhiyon mein
zaminon se ukhaDte ja rahe hain

(365) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain written by Kaleem Rahber at UrduPoint. Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain is one of the masterpieces written by Kaleem Rahber. You can also find the complete poetry collection of Kaleem Rahber by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaleem Rahber' above.

Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamane Se BichhaDte Ja Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.