Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main, Urdu Ghazal By Kamal Jafari

Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamal Jafari. Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دشت غم سے گزر رہا ہوں میں

کمال جعفری

دشت غم سے گزر رہا ہوں میں

تیرگی میں نکھر رہا ہوں میں

وقت نے قدر کی نہیں ورنہ

وقت کا ہم سفر رہا ہوں میں

بکھرا بکھرا ہوں ایک مدت سے

رفتہ رفتہ سنور رہا ہوں میں

خود نمائی کی ہر بلندی سے

زینہ زینہ اتر رہا ہوں میں

شکر تیرا کہ اے جنون سفر

خود سے بھی بے خبر رہا ہوں میں

نام میرا کمالؔ ہے لیکن

عمر بھر بے اثر رہا ہوں میں

کمال جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main

Kamal Jafari

dasht-e-gham se guzar raha hun main
tirgi mein nikhar raha hun main

waqt ne qadr ki nahin warna
waqt ka ham-safar raha hun main

bikhra bikhra hun ek muddat se
rafta rafta sanwar raha hun main

KHud-numai ki har bulandi se
zina zina utar raha hun main

shukr tera ki ai junun-e-safar
KHud se bhi be-KHabar raha hun main

nam mera 'kamal' hai lekin
umr bhar be-asar raha hun main

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main written by Kamal Jafari at UrduPoint. Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main is one of the masterpieces written by Kamal Jafari. You can also find the complete poetry collection of Kamal Jafari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamal Jafari' above.

Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dasht-e-gham Se Guzar Raha Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.