Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain, Urdu Ghazal By Kamal Salarpuri

Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kamal Salarpuri. Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ظلمت شب کا غلبہ ہے وہ یاس کے بادل چھائے ہیں (ردیف .. ا)

کمال سالارپوری

وہ ظلمت شب کا غلبہ ہے وہ یاس کے بادل چھائے ہیں

اب صبح بھی صبح امید نہیں اسے گردش دوراں کیا ہوگا

دیوار چمن پر زاغ و زغن مصروف ہیں نغمہ خوانی میں

ہر شاخ پر الو بیٹھا ہے انجام گلستاں کیا ہوگا

اغراض بڑھیں اخلاق مٹے گفتار رہی کردار گئے

اس پر بھی کہیں ٹھہراؤ نہیں اے قسمت انساں کیا ہوگا

پابند سلاسل نیکی ہے حاصل ہے بدی کو آزادی

یہ شکل گر تعمیر کی ہے تخریب کا عنواں کیا ہوگا

کیوں زیست کا بحر بے پایاں محروم ہے اب اک موج سے بھی

صدیوں سے سکوت اک طاری ہے اے سطوت طوفاں کیا ہوگا

ارباب ہوس کا جمگھٹ ہے اس بزم میں کوئی رند نہیں

اے جام زر افشاں کیا ہوگا اے ساقیٔ دوراں کیا ہوگا

اس دیس میں جو بھی رہزن تھے وہ رہبر ملت کہلائے

ہر چور نگہباں ٹھہرا ہے اے قدرت یزداں کیا ہوگا

کمال سالارپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain

Kamal Salarpuri

wo zulmat-e-shab ka ghalba hai wo yas ke baadal chhae hain
ab subh bhi subh-e-ummid nahin use gardish-e-dauran kya hoga

diwar-e-chaman pur-zagh-o-zaghan masruf hain naghma-KHwani mein
har shaKH par ullu baiTha hai anjam-e-gulistan kya hoga

aghraaz baDhin aKHlaq miTe guftar rahi kirdar gae
is par bhi kahin Thahraw nahin ai qismat-e-insan kya hoga

paband-e-salasil neki hai hasil hai badi ko aazadi
ye shakl gar tamir ki hai taKHrib ka unwan kya hoga

kyun zist ka bahr-e-be-payan mahrum hai ab ek mauj se bhi
sadiyon se sukut ek tari hai ai satwat-e-tufan kya hoga

arbab-e-hawas ka jamghaT hai is bazm mein koi rind nahin
ai jam-e-zar-afshan kya hoga ai saqi-e-dauran kya hoga

is des mein jo bhi rahzan the wo rahbar-e-millat kahlae
har chor nigahban Thahra hai ai qudrat-e-yazdan kya hoga

(729) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain written by Kamal Salarpuri at UrduPoint. Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain is one of the masterpieces written by Kamal Salarpuri. You can also find the complete poetry collection of Kamal Salarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kamal Salarpuri' above.

Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Zulmat-e-shab Ka Ghalba Hai Wo Yas Ke Baadal Chhae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.